Kalams Page

Ya Ali (A.s) Wird Ki Pukar Hoon Main

Poet: Wasif Ali Wasif | Book: Shab-e-Raaz | Type: Manqabat

Ya Ali (A.s) Wird Ki Pukar Hoon Main


Ya Ali (A.S) Wird ki pukar hoon main
Hosh rakhta hoon mast war hoon main

Jin ki thokar se jaam bharte hain
Paay-e Saqi pe ashkbar hoon main

Bura na maan agar keh diya wali hoon main
Nahi hai jurm ke adna sag-e Ali (A.S) hoon main

Inhi ka faiz hua hai inhi ka nazar-e karam
Ali(A.S) ki yaad mein har dam saanjhli hoon main