Lam Ya'te Naziruka Fi Nazar, Maslay Tu Na Shud Paida Jana
Lam Ya'te Naziruka Fi Nazar, Maslay Tu Na Shud Paida Jana
Lam ya'te naziruka fi nazar, Maslay tu na shud paida jana
Jag raj ko taj toray sar su hai tujko shah dooSra jana
Al-bahr ala wal-mauj tagha, Man bekas wa toofan hoshruba
Manjhdaar mein hoon bigri hai hawa, mori naiYYa paar laga jana
Ya shams nazarti ila layli, cho batayba rasi arze bakni
Tori jot ki jhal jhal jag mein rachi, meri shab ne na din hona jana
Laka badrun fil wajhil ajmal, Khat hala-e meh zulf e abr-e ajal
Toray chandan chandr paro kundal, rahmat ki bharan barsa jana
Ana fi atas wa sakhaka atam, Ay gisu-e pak ay abr-e karam
Barsan hare rum jhum rum jhum, do boond idhar bhi gira jana
Yaqafilati zidi ajalak, Rahmay bar hasrat-e tishna labak
Mora jeera larjay darak darak, Tayba se abhi na suna jana
Wahan li suwaiyat zhabhat, Aan ahad-e huzur-e bargahat
Jab yaad awat mohay kar na part, Darda wo Madina ka jana
Alqalbu shajan wal hamu shujoon, Dil zaarchunan jaan zair chinoon
Pat apni bapat mein kaasay kahoon, Mera kaun hai teray siwa jana
Alrooh fidaka fazid harqa, Yak shulah digar barzan ishqa
Mora tan man dhan sab phoonk diya, yeh jaan bhi pyare jala jana
Bas khama-e kham nawaye Raza, Na yeh tarz meri na yeh rang mera
Irshad-e ahibba natiq tha nachar is raahe para jana