Lam Yaati Nazīruka Fī Naẓar
Lam Yaati Nazīruka Fī Naẓar
Lam yaati nazīruka fī naẓar
Misl to nah shud payda jana
Jag raaj ko taaj toray sar
Soohe tujh ko shah dosra jana
Al-bahr ‘alā wa-al-mowj
Tughā min baykas wa tūfān hosharba
Manjad-har mein hoon bigdi hai hawa
Mori naya paar laga jana
Yā shams naẓrat ilā layli
Cho tabeebah rasi arzay bakni
Tori jot ki jhaljhal jag mein rachi
Meri shab ne na din hona jana
Laka badr fī al-wajh al-ajmal
Khat haalā mah zulf abar ajal
Tore chandan chandar parokandal
Rehmat ki bharan barsa jana
Ana fī ‘atash wa sakhak atam
Ae gesu-e pak ae abar-e karam
Barsan hare ram jhum ram jhum
Do boond udhar bhi gira jana
Yā qafilati zidī ajalak
Rahma bar husrat tashna labak
Mora jira larjey dark dark
Taybah se abhi na suna jana
Wāha lasuway‘āt zahabat
Ān ahd huzur bār gaht
Jab yaad āwat mohe kar nah parat
Darda woh Madīnah ka jana
Al-qalb shah wa al-hamm shajūn
Dil zār chanān jān zīr chanun
Pat apni bapat mein kāse kahun
Mora kaun hai tere sawa jana
Al-rūḥ fadāk fazd ḥarqa
Yak shola dagar barzan ‘ishqa
Mora tan man dhan sab phoonk diya
Yeh jaan bhi pyare jala jana
Bas khāmah khām nawā-e razā
Nah yeh tarz meri nah yeh rang mera
Irshād ahbā nāṭiq tha
Nāchār is rāh paṛa jana