Jab Musafir Ke Qadam Ruk Jaayein Himmat Toot Jaaye
Jab Musafir Ke Qadam Ruk Jaayein Himmat Toot Jaaye
Jab musafir ke qadam ruk jaayein himat toot jaaye
Manzil umeed par aakar sada deta hai kaun
Kis kapa kar azan-e toofanon ke rukte hain qadam
Doobti kashti ko sahil se laga deta hai kaun
Jis ke darya mein safeenon ki tarah rehte hain hum
Haan! isi nadida quwat ko Khuda kehte hain hum