Ae Khuda Mujh Ko Madine Ka Gada Gar Karde
Ae Khuda Mujh Ko Madine Ka Gada Gar Karde
Ae Khuda mujh ko Madine ka gada gar karde
Ek kangaal ko shahon ke barabar kar de
Jab bhi main chahun Madine ki ziarat kar lun
Is tarah mujh ko muqaddar ka Sikandar kar de
Bagh tayyiba ki hawaen meri qismat mein bhi likh
Meri qismat ke shajar ko bhi samarur kar de
Ae Khuda mujh ko Madine ka gada gar karde
Ek kangaal ko shahon ke barabar kar de